MADHUSHALA

coming soon

Tuesday 2 August 2011

Tere khayal mein

Tere khayal mein raat guzar jati hai,
Bebasi k haal mein raat guzar jati hai,
Tu muhe yaad karti hai k nahi, Isi swal mein raat guzar jati hai,
Tere chehray ka aks zehn mein bnata hun,
Tasveer-e-malal mein raat guzar jati hai,
Kash k tu har waqt mere sath rahay,
Bas isi khawaish-e-kamal mein meri sari raat guzar jati hai….

No comments:

Post a Comment